Verified Evaluations +10 scrutiny
Overall Rating
Trainer Score
Infrastructure Score
Softpro India company me mujhe softpro team se project bhut help mile the
Company me weak student ko extra classes bhi provide karai jati thi or recovery classes bhi hoti thi. Waha par student ko basics se bataya gya ki laptop me file or folder kaise banate or save karte hai. Personality development or interview ke liye kaise Final year me preparation karni hai. Overall waha sab bhut accha tha
Jab hum yha se gye the to hme kucch nhi ata tha vha jaker hmne bhut sari cheeze shikhi pdhai ke sath time ko kaise manage kia jata h vo sab bhi hmne vhi shikha h teachers bhut jyada supportive hai hmari sari problem sunte the uska solutions dete the yha tak ki unhone hme personality development ki classes bhi chlayi h aur kafi jayda motivate kia
Trainer ke sath sath waha par cordinator bhi experience wale the. Or trainer bhut humble the.he is 14 years experience
Bhut sari skills di h bhut sari nyi cheeze btayi h pdhai ke sath sath time manage krna shikhaya h aur displine bhi laptop mai kaise 24 ghante kaam krte h vha jakr shikha h such a great person and very intelligent
मेरा Softpro India me training का अनुभव बेहद शानदार रहा। इस training के दौरान मिले मार्गदर्शन, ज्ञान और सहयोग ने इस सफर को और भी खास बना दिया जो मुझे लगातार सीखने और आगे बढ़ने के लिए प्रोत्साहित करती हैं।
Training me mujhe ye pta chala ki ham kitne weak hai or hame kitni mehnat karni hai industry level par ham zero hai or hame bhut mehnat ki jarurat hai .
Summer training is very good bhut sari cheeze shikhi h